Top 20+ Mirza Ghalib Shayari on Stability Of Mind | Mirza Ghalib Famous Shayari 2020

Top 20+ Mirza Ghalib Shayari on Stability Of Mind

Mirza Ghalib Shayari on Stability Of Mind

MIRZA GHALIB

Mirza Ghalib was a famous Urdu and Persian poet of the Indian subcontinent in the 19th century. His original nam was Mirza Asadullah Baig Khan. His original pen name was Asad but cause of one poet with the same name he change it to Ghalib.
Ghalib is famous for his Ghazals written in Urdu. But he is also use to write poems in Persian language. His talent flowered at an early age, he wrote most of his poems by the age od nineteenth.
There is some shayaris of Mirza Ghalib which is very famous in the whole word.


Gunaah Kar Ke Kaha Jaoge Ghalib

Ye Zamee'n Ye Aasma'n Sab Usi Ka Hai



Meri Qismat Me Gam Gar Itna Tha

Dil Bhi Ya RAB Kayi Diye Hote :(



Iss Saadgi Pe Kaun Na Mar Jaye Aye Khuda

Ladte Hain Aur Hath Me Talvaar Bhi Nahi



Wo Lahad Pe Boye May The ki Na Aa Sake Farishte

Mai Azab Me Fasa Tha, Jo Na Badah Khaar Hota



Hui Muddat Ki Ghalib Mar Gya, Par Yaad Ata Hai

Wo Har Ek Bat Pe Kahna Ki Yun Hota To Kya Hota



Dil E Nadan Tujhe Hua Kya Hai

Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai



Aah Ko Chahiye Ik Umr Asar Hone Tak

Kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hone Tak



Humne Mana Ke Tagafful Na Karoge Lekin

Khaak Ho Jayenge Hum Tumko Khabar Hone Tak



Unke Dekhe Se Jo Aati Hai Muh Pe Raunaq

Wo Samajhte Hain Ki Bimar Ka Haal Acha Hai



Qaaba Kis Muh Se Jaoge Ghalib

Sharm Tumko Magar Nahi Aati



Ishq Pe Zor Nahi Ye Wo Aatish Ghalib

Ki Lagaaye Na Lage, Bujhaye Na Bujhe



Ishq Ne Ghalib Nikamma Kardiya

Warna Hum Bhi Aadmi The Kam Ke



Ye Ishq Nahi Aasan Bas Itna Samjh Lije

Ek Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Ke Jana Hai



Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gayi

Dono Ik Ada Me Razamand Kar Gayi



Dard Minnat Kash e Dawa Na Hua

Main Naa Acha Hua Bura Naa Hua



Mohabbat Me Nahi Hai Fark Jeene Aur Marne Ka

Usi Ko Dekh Ke Jeete The Jis Kafir Pe Dum Nikle



Hazaro Khwahishe Aisi Ki Har Khwahish Pe Dum Nikle

Bahut Nikle Mere Armaan Magar Phir Bhi Kam Nikle



Hain Aur Bhi Duniya Sukhan wan Bahut Ache

Kahte Hain Ghalib Ka Hai Andaz e Bayan Aur



Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota

Duboya Mujh Ko Hone Ne, Na Main Hota To Kya Hota



Hum Ko Maloom Hai Jannat Ki Haqeeqat Lekin

Dil Ko Bahlane Ko Ghalib Ye Khayal Acha Hai



Jisme Lakho Baras Ki Hoore Ho

Aisi Jannat Ka Kya Kare Koi



Kyu Dozakh Ko Bhi Jannat Me Mila Le Ya Rab

Sair Ke Waaste Thodi Si Fiza Aur Sahi



Rekhti Ke Tum Hi Ustaad Nahi Ho Ghalib

Kahte Hain Agle Zamane Me Koi Meer Bhi Tha



Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai

Tum Hi Kaho Ye Andaz E Guftagu Kya Hai



Jala Hai Jism Jaha Dil Bhi Jal Gaya Hoga

Kuredte Ho Jab Ab Rakh Justaju Kya Hai

Post a Comment

0 Comments